
Song : Thandi Hawayein Lehra Ke Aaye ... Singer : Lata Mangeshkar. Film : Naujawan (1951) Cast : Nalini Jaywant, Prem Nath, Nawab Kashmiri and Yashodra Katju. Music Director : Sachin Dev Burman. Lyricist : Sahir Ludhianvi. Director : Mahesh Kaul. The film went un-noticed and so its songs. But, with 1951's Naujawan, sahir got the recognition. SD Burman composed the music for Naujawan. Even today, the film's lilting song 'Thandi Hawayen Lehrake Aaye..' makes hearts flutter Lyrics :- Ha ha ha, ha ha ha ha ha La la la la la, hm hm hm hm hm Kaise bulaaye (Thandi hawayen, lehra ke aaye Rut hai jawaan, unko yahaan, kaise bulaaye) -2 Thandi hawayen Ha ha ha, ha ha ha ha ha La la la la la, hm hm hm hm hm Kaise bulaaye Chaand aur taare, hanste nazaare Milke sabhi, dil mein sakhi, jaadoo jagaaye Thandi hawayen, lehra ke aaye Rut hai jawaan, unko yahaan, kaise bulaaye Thandi hawayen Kaise bulaaye Kahaa bhi na jaaye, rahaa bhi na jaaye Tumse agar, mile bhi nazar, ham jhenp jaaye Thandi hawayen, lehra ke aaye Rut hai jawaan, unko yahaan, kaise bulaaye Thandi hawayen Ha ha ha, ha ha ha ha ha La la la la la, hm hm hm hm hm Kaise bulaaye Dil ke fasaane, dil bhi na jaane Tumko sajan, dil ki lagan, kaise bataaye Thandi hawayen, lehra ke aaye Rut hai jawaan, unko yahaan, kaise bulaaye Thandi hawayen Hm hm hm hm hm Hm hm hm hm hm, hm hm hm hm hm Kaise bulaaye Hm hm hm hm hm...
thandi hawayen lehra ke aaye
naujawan
1951
lata mangeshkar
sd burman
sahir ludhianvi
mastkalandr
premnath
nalini jaywant
hindi old is gold
hindi oldies
best of lata
best of sd burman
best of nalini jaywant
indian bollywood
love song
pure romancetic song