
In loving memory of our beloved Prophet Mohammed Mustafa SallAllah-hu-Alaihi-WaSallam Kismat mein meri chain se jeena likhde Doobe na kabhi mera safeena likh de Jannat bhi ganwara hai, magar mere liye Aye kaatib-e-taqdeer, bass madina likhde Mai saahil hoon meri auqaat kya hai Tum aaqa ho, tumhari baath kya hai Tajdar-e-haram, ho nigaah-e-karam Hum ghareebon ke din bhi sanwarjayenge Tajdar-e-haram, ho nigaah-e-karam Chashm-e-rahmat-ba-khusha soohe-malandaz nazar Aye quraishi-la-kabi hasmhi-o-muttalabi Tajdar-e-haram, ho nigaah-e-karam Kya tumse kahoon aye rab ke kunwar Tum jaanat ho mann ki battiyaan Darr furqat toh aye ummi-laqab Kaate na katath hai ab rattiyaan Turi preet mein sudbud sab bisri Kab tak ye rahegi beqabri Daah-e-ka pigan duzdi da nazar Kabhi sun bhi toh lo humri battiyaan Tajdar-e-haram, ho nigaah-e-karam Kehna saba huzoor se, kehta hai ek ghulam Bass ek nazar ho, ek nazar ka sawaal hai Ya mustafa salleAlah, Ya mustafa salleAlah Ya mustafa salleAlah, Ya mustafa salleAlah Phir ujdiyon ko laal de, jaan paththaron mein daal de Haavi ho mustaqbil pe hum, maazi sa humko haal de Daawa hai teri chaah ka, is ummat-e-gumraah ka Tere siva koi nahi, ya rahmat-al-lil-alameen Ya mustafa salleAlah, Ya mustafa salleAlah Ya mustafa salleAlah, Ya mustafa salleAlah Ya mustafa, ya mujtaba, eraham-lana, eraham-lana Dast-e-hama, bechara ra Daama tuhi, pursa tuhi Mann aasiyam, Mann ajizam Mann bekasam, Haal-e-mara Ya shafaye, roz-e-jazaa Pursa tuhi, pursa tuhi Aye mushtub-e <b>...</b>
dunddli
yt:stretch=16:9
yt:quality=high
sabri
Tajdar
Haram
ho
nigah
karam
Brothers
qawwali
semi
classical
cllassical
television
urdu
punjabi
ptv
lahore
islamabad
karachi
quetta
peshawar
pekhavar
ghazal
semiclassical
live
studio